Free AI prompts
Ye ARFA AI Mastery course ke 4 sample prompts hain. Copy karo aur ChatGPT, Claude ya Gemini mein chalao. [brackets] wali jagah apni details bharo.
1. Koi bhi concept aasaan bhasha mein
Mujhe [topic] aise samjhao jaise main beginner hoon. Roz ki zindagi ka ek desi example do. Hinglish mein, 10 lines mein. End mein 3 sawaal poocho jisse pata chale maine samjha ya nahi.
2. RKCFL master prompt
Tum ek [role] ho. [Kaam] karo. Context: [business, audience, shehar, maqsad]. Format: [table, bullets, email, words count]. Limit: [kya nahi karna, kitna lamba].
3. Pehle sawaal poocho
Shuru karne se pehle mujhse 5 zaroori sawaal poocho jo tumhe best result dene ke liye chahiye. Mere jawab ke baad hi kaam shuru karna.
4. Pehli baat AI se (Module 1 ka live prompt)
Mujhe aise samjhao jaise main 12th pass student hoon: AI, Machine Learning aur ChatGPT jaise LLM mein kya farq hai? Har ek ka Deoband jaise chhote shehar ki zindagi se ek example do. Hinglish mein, 15 lines mein.
Module 1 ka pehla video (free)
{SAMPLE_VIDEO}
Pasand aaye? Poora course yahan dekho: ARFA AI Mastery